What is hosting

Websites which you see on internet all have content in shape of images, text, videos, graphics etc and website remains 24 hours live 7 days a week and all the content is available on somewhere on the internet which means that the computer which is having that content is called hosting provider.

Hosting is also a paid service normally charge on monthly and yearly basis. Some companies have launched lifetime hosting service but this could be their marketing tactics to grab the customers and may stop offering that service in future becuase computers need repair and upgradation, they consume electricity, space and resources to manage them so one time charges are not sufficient to handle the costly expences.

We are offering yearly hosting packages and you may call us on 0092 345 9303101 to get your website domain name and hosting. We will develop and deploy your complete stunning website in cheapest rates without compromising on Quality.

Hosting Kia Hay

Domain Name Kay Baad Jo Dusri Important Chez Ko Hosting Kehtay Hain, Hosting Ka Matlab Hay Kay Woh Company Jo Aap Ko Computer Kay Uper Ek Jaga Deti Hay Jahan Per Aap Apni Websites Ko Launch Kar Saktay Hain, Apni Website Ka Data Rakh Saktay Hain.

Maslan Aap Ki Pictures Hon Gee App Ki Videos Hon Gee Aap Ka Text Likha Hua Ho Ga Woh Kisi Na Kisi Jaga Computer Per Mojood Hona Chahiay Jahan Say Log Uss Ko Dakhayn. Aap Ka Computer Jab On Hota Hay Tou Uss Kay Andar Data Mojood Hota Hai aur Aap Uss Ko Dakh Saktay Hain, Aur Agar Aap Ko Computer Off Ho Tou Aap Kuch Nahi Dakh Saktay

Bilkul Issi Tarha Aap Ki Jo Hosting Hay Who Aap Kay Computer Ki Tarha Hay Usay Server Kehtay Hain, aur Joo Server Kay Andar 24 Ghantay Koi Bhi Aap Chez Search Kartay Hain Google Per aur Woh Websites Aap Kay Samnay Aaa Jati Hain Un Kaa Data Kisi Naa Kisi Computer Kay Andar Mojood Hai Woh Computer Ki Space Ya Woh Jaga Jahan Per Aap Ka Data Mojood Hai Uss Jaga Ko Kehtay Hain Host Yani Mezbaan Gis Tarha Guest Hota Hai Yeni Mehmaan Issi Tarha Ek Host Hota Hai Yeni Mezban Gis Nay Apnay Paas Usay Rakha Hota Hai Uss Data Ko. Yeh Host Ga.

Hosting Provide Karnay Wali Bohot See Companies Hoti Hain Maslan Iss Kay Naam Agar Aap Google Per Search Karyn Hosting Companeis tou Host Gator, Hostinger, Name Cheap, Issi Tarha Cloud Ways Ho Ga, TMDHosting, Elementor Hosting, Brizy Cloud Hosting, Issi Tarha PKReg Hum Bhi Aap Ko Hosting Provide Kar Rahay Hain EnicHosting.com aur Bohot See Hosting Ki Companies Hain

Hum Say Hosting Lenay Ka Faida Yeh Hay Kay Hum Aap Ko Urdu Mai Guide Karyn Gaey Aur Aap Kay Tamam Masail Ko Urdu Mai Solve Karyn Gaey. Agar Aap Ki Language Hindi Hay Tou Bhi Aap Hamari Baat Ko Bohot Asanai Say Samaj Saktay Hain aur Apna Masla Hamayn Bohot Asani Say Samjha Saktay Hain.